....because words are all I have.
Matlab-e-ishq se anjaan bankarjeena akele thoda aasaa.n ho gaya hai.
Ishq bas ishq hai yeh kehte hain humAlfaazon ke matlab shayad huaa nahi karte...(A novel poetic concept, though I couldnt build it into a gazal [:(])
Ishq ka naam to har zabaan pe hainhum ishq ke bina hi guzara kar lengeJeene ki tamanna to har dil main hainhum mar-mar ke zindagi guzara kar lenge.
Sirf ishq ke liye zinda rehna, bade naazuk haalat hain,Duniya mein ishq ke siva aur bhi kayee zasbaat hain (Kya baat hai!)
[v]par huzoor, ishq hi to zindagi ki sabse badi saugaat hai!
Saugaatein lene dene ka kaam auro ke sar hi achchha,bas naam likh kar kisi ka, jo apne paas hi rakh li ja sake, wohi badi saugaat hai.(Fine, I agree, I can't write Urdu poetry...)
[v]I really liked the above lines (I mean the later ones)[Phoenix]I think there's option for doing away with this word verification thing. ikozkhkmhp. Gawd!
koi naam ko apna banana chahta hai, koi ishq ke naam se hi anjaan haikisi ke kaam aa gayi jo ek baar, woh zindagi khud emin hi ek saugat hai[the introvert]if u noticed i never put word verification before...but i m so spammed with comments now. :(
Ishq ke behte dariya ko hum,haath lagaakar napaak nahi karenge,Jab baarish bankar barsega, jitna barsega humpar,bas usee mein khush rahenge.
Post a Comment
9 comments:
Matlab-e-ishq se anjaan bankar
jeena akele thoda aasaa.n ho gaya hai.
Ishq bas ishq hai yeh kehte hain hum
Alfaazon ke matlab shayad huaa nahi karte...
(A novel poetic concept, though I couldnt build it into a gazal [:(])
Ishq ka naam to har zabaan pe hain
hum ishq ke bina hi guzara kar lenge
Jeene ki tamanna to har dil main hain
hum mar-mar ke zindagi guzara kar lenge.
Sirf ishq ke liye zinda rehna, bade naazuk haalat hain,
Duniya mein ishq ke siva aur bhi kayee zasbaat hain
(Kya baat hai!)
[v]
par huzoor, ishq hi to zindagi ki sabse badi saugaat hai!
Saugaatein lene dene ka kaam auro ke sar hi achchha,
bas naam likh kar kisi ka, jo apne paas hi rakh li ja sake,
wohi badi saugaat hai.
(Fine, I agree, I can't write Urdu poetry...)
[v]
I really liked the above lines (I mean the later ones)
[Phoenix]
I think there's option for doing away with this word verification thing. ikozkhkmhp. Gawd!
koi naam ko apna banana chahta hai, koi ishq ke naam se hi anjaan hai
kisi ke kaam aa gayi jo ek baar, woh zindagi khud emin hi ek saugat hai
[the introvert]
if u noticed i never put word verification before...but i m so spammed with comments now. :(
Ishq ke behte dariya ko hum,
haath lagaakar napaak nahi karenge,
Jab baarish bankar barsega, jitna barsega humpar,
bas usee mein khush rahenge.
Post a Comment