Woh jo jalte hain chilman
Chiragon mein tumhare
Agan unko hamari aahon se mili hai
Ye jo barasti hai tumhare aangan mein barkha
Boondein use hamari aankhon se mili hai
Yoon to hum jal lete, ta-umr,
Aashiyan ko tumhare roshan rakhne - par afsos
Yeh jo ruk rahi hain, ab tak hamesha
Meri saans humein tumhari saanson mein mili hai
Chiragon mein tumhare
Agan unko hamari aahon se mili hai
Ye jo barasti hai tumhare aangan mein barkha
Boondein use hamari aankhon se mili hai
Yoon to hum jal lete, ta-umr,
Aashiyan ko tumhare roshan rakhne - par afsos
Yeh jo ruk rahi hain, ab tak hamesha
Meri saans humein tumhari saanson mein mili hai
5 comments:
I cant miss these ones for sure ....
Wo jiyein hazaaron saal, aur likhen hazaaron khayaal..
Ke likhne ki inspiration humein aksar unhi ki lekhni se milti hai. :)
Thank you Vikram ji. Aap hamari inspiration hain ya hum aapki, ye to debatable hai, par itna zaroori hai ki khayaalon ka silsila chalta rahe!
ijaafa unki umr me hua hai aaj, aur budhapa ("Ji") hamaare naam mein :P
bohot khoobsurat likhte hain aap...
Post a Comment