Main Shayar to Nahi
Magar ae haseen
Jab bhi teri aankhon mein jhaankta hoon
Gazal khud-b-khud likhi jati hai
Tere aane se mehekti hai zindagi
Tere jaane se saans theher jaati hai
Jeene ki aarzoo teri muskaan mein hai
Marne ka bahaana bhi hai wahi kahin
Main shayar to nahi
Magar ae haseen
Woh lafz jo keh sakein tum kya ho
Kisi shayar ke paas nahi
Magar ae haseen
Jab bhi teri aankhon mein jhaankta hoon
Gazal khud-b-khud likhi jati hai
Tere aane se mehekti hai zindagi
Tere jaane se saans theher jaati hai
Jeene ki aarzoo teri muskaan mein hai
Marne ka bahaana bhi hai wahi kahin
Main shayar to nahi
Magar ae haseen
Woh lafz jo keh sakein tum kya ho
Kisi shayar ke paas nahi
2 comments:
Nice! :)
devilleangel.blogspot.com
Wonderful one. Again a hats off to u. Too good.
Post a Comment